Showing posts with label Ganpati Song Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Ganpati Song Lyrics. Show all posts

Tuesday, August 30, 2011

O’My Friend Ganesha : Ganpati Song Lyrics

O’My Friend Ganesha : Ganpati Song Lyrics

(dharti upar dariya, dariya ke upar ambar
ambar ke upar chanda, chanda ke upar taare) - 2
taaro mein taara dhruv taara, devo mein tu dev hamaara - 2
sabse upar tu hi hamesha
o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha - 2

sabse pyaari, sabse nyaari, tere bass mein hai yeh duniya saari - 2
apani friendship kitani pakki, kitani sachchi kitani achchhi - 2
isako sada nibhaana
o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha - 2

magic master naam hai tera, khushiya dena kaam hai tera - 2
tu bhi bachcha hum bhi bachche, sang saath hum khelte hasate - 2
hasate khelte hai yeh kehna
o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha - 2
(dharti upar dariya, dariya ke upar ambar
ambar ke upar chanda, chanda ke upar taare) - 2
taaro mein taara dhruv taara, devo mein tu dev hamaara - 2
sabse upar tu hi hamesha
o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha - 4

Teri Deewani Duniya Sari : Ganpati Song Lyrics

Teri Deewani Duniya Sari : Ganpati Song Lyrics

(teri deewaani duniya saari, aaj hamane jaana hai
apane bhakto mein deva tune humko bhi maana hai) - 2
ghar se vida hoke jaate ho, dil se kabhi na tum jaana re - 2
tumko hai kasam, ganapati bappa morya
morya re baappa morya re - 4
tu aaya hai, tu aayega, agale baras bhi aana re - 2
teri deewaani duniya saari, aaj hamane jaana hai
apane bhakto mein deva tune humko bhi maana hai

sabse pehle hoti puja - 2
hum to abb yeh jaane - 2
ho sabse pehle tu hi aata, (kashto ko mitaane - 2)
aage bhi jab tujhe pukaare, kabhi na der lagaana re - 2
ghar se vida hoke jaate ho, dil se kabhi na tum jaana re - 2
tumko hai kasam, ganapati bappa morya
morya re baappa morya re - 4 (ganapati bappa)

tarasengi aankhe yeh hamaari terehi darshan ko - 2, terehi darshan ko
karana tu swikaaar ha dil se, (iss visarjan ko - 2)
galati ho jaaye hamase, usako bhul jaana re - 2
ghar se vida hoke jaate ho, dil se kabhi na tum jaana re - 2
tumko hai kasam, ganapati bappa morya
morya re baappa morya re - 4 (ganapati bappa)
teri deewaani duniya saari, aaj hamane jaana hai
apane bhakto mein deva tune humko bhi maana hai
ghar se vida hoke jaate ho, dil se kabhi na tum jaana re - 2
tumko hai kasam, ganapati bappa morya
morya re baappa morya re - 2 (ganapati bappa)
morya re baappa morya re, agale baras bhi juldi aa re - 3

Mangalam Ganesham - Ganpati Deva Song Lyrics

 Lyrics of Manglam Ganesham

Deva ho Deva Ganpati deva Mangalam Gaensham

Vighna vinashak jan sukh dayak mangalam Ganesham
Deva ho deva ganpati deva mangalam Ganesham
Vighna vinashak jan sukh dayak mangalam Ganesham
Deva ho deva ganpati deva mangalam Ganesham

Tu hi aadi tu hi hain anth
Deva mahima teri hain anant
Gajananan bhut ganadhi devitam uma shutam shav vinash kare kam
Mangalam ganesha
Deva ho deva ganpati deva mangalam ganesham
Vighna vinashak jan sukh dayak mangalam ganesham
Deva ho deva ganpati deva mangalam ganesham

ni sa ni sa...tu hi shakti tu hi vidhan
deva tu hi ved puran
Gajananan bhut ganadhi devitam uma shutam shav vinash kare kam
Mangalam ganesha
deva ho deva ganpati deva mangalam ganesham
vighna vinashak jan sukh dayak mangalam ganesham
deva ho deva ganpati deva mangalam ganesham

Deva Ho Deva Ganpati Deva : Ganpati Song Lyrics

Deva Ho Deva Ganpati Deva : Ganpati Song Lyrics

deva ho deva ganapati deva tumase badhakar kaun
swaami tumse badhakar kaun
aur tumhaare bhaktajanon mein hamse badhakar kaun
hamse badhakar kaun

adbhut roop ye kaaya bhaari mahima badi hai darshan ki
prabhu mahima badi hai darshan ki
bin maange poori ho jaaye jo bhi ichchha ho man ki
prabhu jo bhi ichchha ho man ki

bhakton ki is bheed mein aise bagula bhagat bhi milate hain
haan bagula bhagat bhi milate hain
bhes badal kar ke bhakton ka jo bhagawaan ko chhalte hain
are jo bhagawaan ko chhalte hain

chhoti si aasha laaya hoon chhote se man mein daata
is chhote se man mein daata
maangane sab aate hain pahale sachcha bhakt hi hai paata
sachcha bhakt hi hai paata

ek daal ke phoolon ka bhi alag alag hai bhaagy raha
prabhu alag alag hai bhaagy raha
dil mein rakhana dar usaka mat bhool vidhaata jaag raha
mat bhool vidhaata jaag raha

Morya Morya Morya Re : Ganpati Song Lyrics

 Morya Morya Morya Re : Ganpati Song Lyrics 

mere saare palchhin saare din
tarsenge sune tere bin
tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga
agle baras aana hai aana hi hoga
tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga
agle baras aana hai aana hi hoga
dekhengi teri raahen pyasi pyasi nigaahen
toh maan le tu maan bhi le mera kehna
laut ke tujhko aana hai sunle kehta deewana hai
jab tera darsan paayenge chain tab hamko paana hai
morya morya morya re bappa morya morya morya re - 2

ho khushiyon ke din ho ke gam ka zamana
dil bas leta hai naam tera
tere hi kaaran hai jeevan suhana
tu hi toh mann mein tan mann mein basa
har ghadi dhyan rahe tera
main hoon tera chahanewala japta hoon teri maala
toh maan le tu maan bhi le kehna mera
laut ke tujhko aana hai sunle kehta deewana hai
jab tera darsan paayenge chain tab hamko paana hai
morya morya morya re bappa morya morya morya re - 2

tu hi toh karta hai poori har aasha
tu hi toh beda paar kare
tu hi samjhe jo mann ki hai bhasha
tu hi toh dhadkan dilon ki suney
tujhse hai duniya mein kya chhupa
ab main tujhse kya maangu tu mera main tera hoon
toh maan le tu maan bhi le tu kehna mera
laut ke tujhko aana hai sunle kehta deewana hai
jab tera darsan paayenge chain tab hamko paana hai
morya morya morya re bappa morya morya morya re - 2
tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga
agle baras aana hai aana hi hoga
tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga
agle baras aana hai aana hi hoga
ek don teen char ganpati cha jayjaykaar
pach saha saat aath ganpati hamare saath

Thursday, August 11, 2011

Deva Ho Deva Ganpati Deva : Ganesh Chaturthi Special Song Lyrics

Please find below lyrics of famous Ganesh Chaturthi Bollywood Song - Deva Ho Deva Ganpati Deva :

Ganpati Bappa Morayaa, Mangal Moorti Moraya

deva ho deva ganpati deva tumase badhakar kaun